Main shaayar to nahin.... magar ae haseen ....Jab se dekha maine tujhko .....Mujhko shaayari aa gayi
Mein ek baar phir tere khayalo mein khoya rahata hoon
vo wakt tha jab har lamha tera intezar karta tha
Din ho ya raat bas tujeh hi yaad karta rahata tha
Khud ke khushi se jaayda teri khusi ki dua ki
Na mulakat karne ki himmat thi na hi baat karne ki
Dil ke kone mein bas tujhe basa rakha tha
samay bitha raha, par kona vohi raha
Dihre dihre duniya ko dekhne ka nazarya badal gaya, par kona vohi raha
Bhagya ne phri pata nahi kya katha likhi
Ki hume phir amne samne khada kar dala
Iss baar kona nahi, pura dil hi kabza kar dala
Mein ek baar phir tere khayalo mein khoya rahata hoon
Pain brings out hidden talent…beautifully written
ReplyDelete